Address by the Prime Minister on the occasion of the inauguration of development projects in Bengaluru.

India Narendra Modi · Prime Minister of India

20 June 2022 · Inauguration of development projects · Bengaluru

Context
Modi addressed a public gathering in Bengaluru on 20 June 2022 to inaugurate and lay foundation stones for development projects worth over ₹27,000 crore.
Main themes
Infrastructure development in Bengaluru, connectivity projects, higher education and research, ease of living, ease of doing business, suburban rail, national highways, railway electrification, skill development, double engine government, Karnataka development, urban mobility
Duration
~20 min
66th percentile
Words
2,431
66th percentile
Sentences
2,401
99th percentile
Readability
90
99th percentile
Grade
0.9
0th percentile
Syntax
1.03
0th percentile
Vocabulary
4.05
99th percentile

Translated from Hindi

Content
Actors
Style

The broad sphere of national life a sentence belongs to. Every sentence has an Arena, so it is the denominator the other indices are read against.

Other
  • Economic 41%35%
  • Ceremonial 24%21%
  • Social 23%20%
  • Institutional 8%7%
  • Technological 4%3%
  • Geopolitical 1%1%
  • Environmental 0%0%
  • Not in focus 13%

2,401 sentences in 2,400 paragraphs

Karunada

Janatege

,

Nanna

Preetiya

,

Namaskargadu

,

Bengaloorina

Maha

Janatege

,

Visheshavad

Namaskargadu

,

Karnataka

Rajyada

Palige

,

Indu

Mahattvada

Dinavagide.

Rajyadalli

,

Halavaru

Moolabhuta

Saukarya

,

Kalpisuva

Yojanegadannu

,

Jaari

–

Godisalu

,

Nanage

Bahad

,

Santosh

–

Vagutthide.

Karnataka

ke

Rajyapal

Shri

Thawar

Chand

Ji

Gahlot

,

Karnataka

ke

Janpriya

Mukhyamantri

Shri

Basavaraj

Ji

,

Kendriya

Mantriparishad

ke

Mere

Sahyogi

Prahlad

Joshi

Ji

,

Karnataka

Sarkar

ke

Minstrigan

,

Sansad

aur

Vidhayakgan

,

Bengaluru

ke

Mere

Sabhi

Bahanon

–

Bhaiyon

Namaskar

,

Double

Engine

Sarkar

ne

Karnataka

ke

Tez

Vikas

ka

jo

Bharosa

Aapko

Diya

hai

,

Us

Bharose

ke

Aaj

Hum

Sabhi

Ek

Bar

Phir

Sakshi

Ban

Rahe

Hain.

Aaj

27

Hazaar

Kharor

Rupees

se

Adhik

ke

Projects

ka

Lokarpan

aur

Shilanyas

Ho

Raha

Hai.

Ye

Projects

Higher education,

Research

, skill development, health, connectivity

Aise

Kai

Aayam

ke

Saath

Aapki

Seva

ke

Liye

Tayyar

Ho

Rahe

Hain.

Yaani

Ye

Projects

ease of living aur ease of doing business,

Dono

ko

Bal

Dene

Wale

Hain.

Bhaiyon

aur

Bahanon

,

Yahan

Aane

se

Pehle

Main

Indian

Institute

of

Science

aur

Ambedkar

School

of

Economics

University

mein

Shiksha

,

Research

aur

Innovation

ko

Bahut

Samajhne

ke

Liye

Unke

Utsah

ko

Anubhav

Karne

ke

Liye

Aaj

Main

Unke

Beech

Mein

Hoon

aur

Nayi

Urja

Leke

ke

Nikla

Hoon.

Main

In

Karyakramon

se

Jude

Desh

ke

Private

Sector

ki

Bhi

Puri

–

Puri

Prashansa

Karta

Hoon.

Ab

Yahan

Connectivity

se

Jude

Utsav

ko

Aapke

Saath

Aapke

Beech

Aakar

ke

Aur

Jo

Umang

aur

Utsah

se

Aap

Log

Bhare

Hain

,

Main

Bhi

Aapke

Saath

Isko

Celebrate

Kar

Raha

Hoon

,

Aur

Aap

Sab

Jaante

Hain

Bengaluru

ko

Ye

Mera

Aakhri

Karyakram

Hai

Aur

Iske

Baad

Mysuru

Ja

Raha

Hoon.

Wahan

Bhi

Karnataka

ki

Isi

Vikas

Yatra

ko

Gati

Dene

ka

Abhiyan

Jaari

Rahega.

Thodi

Der

Pehle

Karnataka

mein

5

National

Highway

Projects

aur

7

Railway

Projects

ka

Shilanyas

Kiya

Gaya

Hai.

Konkan

Railway

ke

Shat

–

Pratishat

Bijlikaran

ke

Mahattvapurn

Padav

ke

Bhi

Hum

Sakshi

Bane

Hain.

Ye

Sabhi

Projects

Karnataka

ke

Yuvaon

,

Yahan

ke

Madhyam

Varg

,

Hamare

Kisan

Bhai

–

Bahan

,

Hamare

Shramik

Bhai

–

Bahan

,

Hamare

Udyogpatiyon

ko

Nayi

Suvitha

Denge

,

Naye

Avsar

Denge.

Poore

Karnataka

ko

In

Vikas

Pariyojanaon

ke

Liye

Bahut

–

Bahut

Badhai.

Bahut

–

Bahut

Shubhkamnayein.

Sathiyon

,

Bengaluru

,

Desh

ke

Lakhon

Yuvaon

ke

Liye

Sapnon

ka

Shahar

Ban

Gaya

Hai.

Bengaluru

,

Ek

Bharat

–

Shreshtha

Bharat

ki

Bhavna

ka

Pratibimb

Hai.

Bengaluru

ka

Vikas

,

Lakhon

Sapnon

ka

Vikas

Hai

,

Aur

Isliye

Beete

8

Varshon

mein

Kendra

Sarkar

ka

Ye

Nirantar

Prayas

Raha

Hai

ki

Bengaluru

ke

Samarthya

ko

Aur

Badhaya

Jaye.

Bengaluru

mein

Apne

Sapne

Pura

Karne

mein

Jute

Har

Sathi

ka

Jeevan

Aasan

Ho

,

Travel

Time

Kam

Ho

,

Aaramdayak

Ho

,

Logistic

Cost

Bhi

Kam

se

Kam

Ho

,

Iske

Liye

Double

Engine

ki

Sarkar

ne

Nirantar

Kaam

Kiya

Hai.

Yahi

Commitment

Humein

Yahan

Aaj

Bhi

Dekhne

ko

Mil

Raha

Hai.

Sathiyon

,

Bengaluru

ko

Traffic

Jam

se

Mukti

Dilane

ke

Liye

Rail

,

Road

,

Metro

,

Under

–

Pass

,

Fly

–

Over

,

Har

Sambhav

Madhyam

par

Double

Engine

ki

Sarkar

Kaam

Kar

Rahi

Hai.

Bengaluru

ke

Jo

Suburban

Ilake

Hain

,

Unko

Bhi

Behtar

Connectivity

se

Jodne

ke

Liye

Hamari

Sarkar

Pratibaddh

Hai.

Mujhe

Bataya

Gaya

Hai

ki

Bengaluru

ke

Aaspaas

ke

Kshetron

ko

Rail

se

Connect

Karne

ke

Liye

80

ke

Dashak

se

Hi

Charcha

Chal

Rahi

Hai.

Charcha

mein

Chalis

Saal

,

Batayiye

Kya

Haal

Hai.

Chalis

Saal

Charcha

mein

Gaye

Hain.

Main

Karnataka

ke

Bhaiyon

–

Bahanon

ko

Vishwas

Dilane

Aaya

Hoon

In

Cheezon

ko

Sakar

Karne

mein

Main

Chalis

Mahine

Mehnat

Karke

Aapke

Sapnon

ko

Pura

Karunga.

Aap

Jaankar

ke

Hairan

Ho

Jayenge

, 16

Saal

Tak

Ye

Projects

Files

mein

Ladkhadate

Rahe.

Mujhe

Khushi

Hai

ki

Double

Engine

ki

Sarkar

,

Karnataka

ki

Janata

ke

,

Bengaluru

ki

Janata

ke

Har

Sapne

ko

Bhi

Pura

Karne

ke

Liye

Ji

–

Jaan

se

Juti

Hui

Hai.

Bengaluru

Sab

–

Arban

Railway

se

Bengaluru

ki

Capacity

ke

Vistar

mein

Bahut

Madad

Milegi.

Ye

Projects

Bengaluru

Shahar

mein

Hi

Rahne

ki

Majboori

ko

Kam

Karega.

Aur

Main

Batata

Hoon

Sathiyon

, 40

Saal

Pehle

Jo

Kaam

Karne

Chahiye

The.

Jo

Kaam

40

Saal

Pehle

Poore

Hone

Chahiye

The

,

Aaj

Mujhe

Wo

Kaam

40

Saal

Ke

Baad

Karne

ki

,

Mere

Nasib

mein

Aaya

Hai.

Agar

40

Saal

Pehle

Ye

Cheezen

Puri

Hui

Hoti

To

Bengaluru

Par

Dabav

Na

Badhata.

Bengaluru

Aur

Takat

ke

Saath

Khila

Uthta.

Lekin

40

Saal

,

Ye

Kam

Samay

Nahi

Hai.

Lekin

Sathiyon

Aapne

Mujhe

Mauka

Diya

Hai.

Main

Ab

Samay

Nahi

Gavana

Chahta

Hoon.

Pal

–

Pal

Aapki

Seva

ke

Liye

Khapata

Rahta

Hoon.

Sathiyon,

Aaspaas

ke

Satellite townships,

Suburb

aur

Gramin

Ilake

Jab

Rail

Aadharit

Rapid

Transit

System

se

Connect

Ho

Jayenge

To

Iska

Ek

Multiplier effect

Hone

Wala

Hai.

Sab

–

Arban

Railway

ki

Tarah

Hi

Bengaluru

Ring

Road

Bhi

Shahar

ke

Congestion

ko

Kam

Karega.

Ye

6

National

Highway

aur

8

State

Highway

ko

Connect

Karega.

Yaani

Karnataka

ke

Dusre

Hisson

mein

Jaane

Wali

Gadiyon

ki

Bahut

Badi

Sankhya

ko

Bengaluru

Shahar

mein

Entry

ki

Zaroorat

Hi

Nahi

Padegi.

Aap

Bhi

Jaante

Hain

ki

Neelamangala

se

Tumakuru

ke

Beech

ka

Jo

Ye

National

Highway

Hai

,

Iske

Irdgird

Jyadaatar

Industries

Hain.

Traffic

ka

Ek

Bahut

Bada

Flow

Is

Raste

Par

Jata

Hai.

Is

Highway

ki

Six

Laning

aur

Tumakuru

Bypass

se

Is

Poore

Kshetra

mein

Travel

aur

Transport

Aasan

Hoga

,

Economic

Activity

ko

Bal

Milega.

Dharmasthala

Mandir

,

Surya

Mandir

aur

Jog

Falls

Jaise

Aastha

aur

Paryatan

ke

Aham

Kendron

ki

Connectivity

ko

Behtar

Karne

ke

Liye

Jo

Kaam

Ho

Raha

Hai

,

Wo

Bhi

Tourism

ke

Liye

Naya

Avsar

Ban

Kar

Aane

Wala

Hai.

Bhi

Aaj

Kaam

Shuru

Hua

Hai.

Bhaiyon

aur

Bahanon

,

Beete

8

Saalon

mein

Humne

Rail

Connectivity

ke

Complete transformation

par

Kaam

Kiya

Hai.

Aaj

Railway

mein

Safar

ka

Anubhav

8

Saal

Pehle

ki

Tulna

mein

Bilkul

Alag

Hai.

Bhartiya

Rail

Ab

Tez

Bhi

Ho

Rahi

Hai

,

Swachh

Bhi

Ho

Rahi

Hai

,

Aadhunik

Bhi

Ho

Rahi

Hai

,

Surakshit

Bhi

Ho

Rahi

Hai

aur

Citizen friendly

Bhi

Ho

Rahi

Hai.

Humne

Desh

ke

Un

Hisson

mein

Bhi

Rail

ko

Pahuncha

Diya

Hai

,

Jahan

Iske

Baare

mein

Kabhi

Sochnna

Bhi

Mushkil

Tha.

Karnataka

mein

Bhi

Beete

Varshon

mein

12

Sau

Kilometer

se

Adhik

Rail

Line

ya

to

Nayi

Banai

Hai

ya

Phir

Chaudhikaran

Hua

Hai.

Bhartiya

Rail

Ab

Wo

Suvitha

,

Wo

Mahaul

Bhi

Dene

ka

Prayas

Kar

Rahi

Hai

Jo

Kabhi

Airports

aur

Hawai

Yatra

mein

Hi

Mila

Karti

Thi.

Bharat

Ratna

Sar

M.

Vishweshwarayya

,

Unke

Naam

par

Bengaluru

mein

Bana

Aadhunik

Railway

Station

Bhi

Iska

Pratyaksh

Pramaan

Hai.

Mujhe

Bataya

Gaya

Hai

ki

Aaj

Bengaluru

mein

Log

Is

Station

par

Jaate

Hain

,

Jaise

Kisi

Tourist

Destination

par

Jaaye

Wo

Ajooba

Dekh

Rahe

Hain.

Unko

Desh

Badalta

Hua

Us

Railway

Station

ke

Rachna

se

Dikhai

De

Raha

Hai

aur

Log

Mujhe

Bata

Rahe

The

,

Yuva

Peedhi

To

Selfie

Lene

ke

Katar

Lagakar

Khadi

Ho

Jaati

Hai.

Ye

Karnataka

ka

Pehla

aur

Desh

ka

Teesra

Aisa

Aadhunik

Railway

Station

Hai.

Isse

Suvitha

to

Aadhunik

Hui

Hi

Hain

,

Bengaluru

ke

Liye

Jyada

Trains

ka

Rasta

Bhi

Khula

Hai.

Bengaluru

Cantonment

aur

Yeshwantpur

Junction

ko

Bhi

Aadhunik

Banane

ka

Kaam

Aaj

Se

Shuru

Hua

Hai.

Sathiyon,

21

Vee

Sadi

mein

Hum

Sirf

Rail

,

Road

,

Port

,

Airport

Tak

Seemit

Nahi

Rah

Sakte

,

Balki

Transport

ke

Ye

Modes

Ek

Dusre

se

Connect

Bhi

Hon

,

Ek

Dusre

ko

Support

Bhi

Karen

,

Aisi

Multimodal

Connectivity

par

Dhyan

De

Rahe

Hain.

Is

Multimodal

Connectivity

ko

PM

Gatishakti

National

Master

Plan

se

Madad

Mil

Rahi

Hai.

Bengaluru

ke

Paas

Banane

Ja

Raha

Multi Modal

Logistic

Park

Isi

Vision

ka

Hissa

Hai.

Ye

Park

Port

,

Airport

,

Railway

aur

Road

ki

Suvithao

se

Connected

Hoga

Taaki

Last

Mile

Delivery

Behtar

Ho

Aur

Transportation

ki

Cost

Kam

Ho.

Gatishakti

ki

Spirit

se

Ban

Rahe

Aise

Projects

Hazaron

Yuvaon

ko

Rozgar

Bhi

Denge

,

Atmanirbhar

Bharat

ke

Sankalp

ki

Siddhi

ko

Bhi

Gati

Denge.

Bahanon

aur

Bhaiyon

,

Bengaluru

ki

Success

Story

21

Vee

Sadi

ke

Bharat

ko

,

Atmanirbhar

Bharat

Banane

ke

Liye

Prerit

Karti

Hai. Is

Shahar

ne

Dikhaya

Hai

ki

Entrepreneurship

ko

, Innovation

ko

,

Private

Sector

ko

,

Desh

ke

Yuvaon

ko

,

Asli

Samarthya

Dikhane

ka

Avsar

Dene

se

Kitna

Bada

Prabhav

Paida

Hota

Hai.

Corona

ke

Samay

mein

Bengaluru

mein

Baithe

Hamare

Yuvaon

ne

Poore

Duniya

ko

Sambhalne

mein

Madad

Kii

Hai.

Bengaluru

ne

Ye

Dikhadiya

Hai

ki

Sarkar

Agar

Suvithaen

De

Aur

Nagrik

ke

Jeevan

mein

Kam

se

Kam

Dakhla

De

,

To

Bharat

ka

Naujawan

Kya

Kuch

Nahi

Kar

Sakta

Hai.

Desh

ko

Kahaan

se

Kahaan

Pahuncha

Sakta

Hai.

Bengaluru

,

Desh

ke

Yuvaon

ke

Sapnon

ka

Shahar

Hai

aur

Iske

Peeche

Udyamshilta

Hai

,

Innovation

Hai

,

Public

ke

Saath

Hi

Private

Sector

ki

Sahi

Upyogita

Hai.

Bengaluru

Un

Logon

ko

Apna

Mindset

Badalne

ki

Seekh

Bhi

Deta

Hai.

Bengaluru

ki

Takat

Dekhiye

Ye

Un

Logon

ko

Apna

Mindset

Badalne

ki

Seekh

Bhi

Deta

Hai.

Jo

Abhi

Bhi

Bharat

ke

Private

Sector

ko

, Private

Enterprise

ko

,

Bhadde

Shabdon

se

Usko

Sambodhit

Karte

Hain.

Desh

ki

Shakti

ko

,

Karoaron

Logon

ke

Samarthya

ko

Ye

Sattavadi

Mansikta

Wale

Log

Kamtar

Aankte

Hain.

Sathiyon

,

21

Vee

Sadi

ka

Bharat

Wealth creators, job creators ka

Hai

, Innovators

ka

Hai.

Yahi

Duniya

ke

Sabse

Yuva

Desh

ke

Roop

mein

Bharat

ki

Asli

Takat

Bhi

Hai

,

Yahi

Hamari

Sampada

Bhi

Hai.

Is

Takat

ko

Promote

Karne

ke

Liye

Jo

Prayas

Beete

8

Saalon

mein

Hue

Hain

,

Unki

Charcha

to

Hoti

Hai

,

Lekin

Bahut

Seemit

Daire

mein

Hoti

Hai.

Lekin

Bengaluru

Jo

Is

Culture

ko

Jeeta

Hai

,

Wahan

Jab

Main

Aaya

Hoon

To

Iski

Vistaarit

Charcha

Karna

Main

Apni

Zimmedari

Samajhta

Hoon.

Bhaiyon

aur

Bahanon

,

Bharat

mein

Kheti

ke

Baad

Sabse

Bada

Agar

Employer

Hai

To

MSME

Sector

Hai

Hamara

,

Jo

Desh

ke

Tier

-2,

Tier

-3

Shahron

ki

Economy

ko

Bahut

Badi

Takat

De

Raha

Hai.

MSMEs

Is

Sector

se

Desh

ke

Karoaron

Log

Jude

Hue

Hain.

Lekin

Hamare

Yahan

MSMEs

ki

Paribhasha

Hi

Aisi

Rakhi

Gayi

Thi

ki

Agar

Wo

Khud

ka

Vistar

Karna

Chahte

The

,

To

Unko

Nuksan

Hota

Tha.

Isliye

Wo

Apne

Venture

ko

Bada

Karne

ke

Bajay

,

Dusre

Chote

Uprakram

ki

Taraf

Le

Jate

The.

Humne

Is

Paribhasha

ko

Hi

Badal

Diya

,

Taaki

MSMEs

Growth

ki

Taraf

Bade

,

Jyada

Employment

Badhaye.

Chote

–

Chote

Sarkari

Projects

mein

Bhi

Global

Tenders

Hone

se

Hamare

MSMEs

ke

Avsar

Bahut

Seemit

Hote

The.

Humne

200

Kharor

Rupees

Tak

ke

Tender

mein

Videshi

Ikaiyon

ki

Bhagidari

ko

Samaapt

Kar

Diya.

Yahi

to

Atmanirbhar

Bharat

ke

Prati

Hamara

Atmavishwas

Hai.

Kendra

Sarkar

ke

Sabhi

Vibhagon

ke

Liye

25

Pratishat

Kharid

MSMEs

se

Hi

Karne

ka

Bhi

Nirdesh

Diya

Gaya

Hai.

Yahi

Nahi

Aaj

Government

e-marketplace

ke

Roop

mein

MSMEs

ke

Liye

Desh

ke

Har

Sarkari

Vibhag

,

Sarkari

Company

,

Departments

ke

Saath

Seedhe

Trade

Karne

ka

Aasan

Madhyam

Diya

Gaya

Hai.

GeM

par

Aaj

45

Lakh

se

Adhik

Seller

Apne

Product

aur

Apni

Service

Uplabdh

Kara

Rahe

Hain.

Bhaiyon

aur

Bahanon

,

Bharat

ke

Start

up

Ecosystem

ki

Bhi

Bahut

Charcha

Aajkal

Ho

Rahi

Hai

,

Jiska

Bengaluru

Bahut

Bada

Center

Hai.

Beete

8

Saalon

mein

Desh

ne

Kitna

Bada

Kaam

Kiya

Hai

,

Ye

Tab

Samajh

Mein

Aayega

Jab

Hum

Aateet

ke

Dashakon

ko

Dekhenge.

Beete

Dashakon

mein

Desh

mein

Kitni

Billion

Dollar

Companies

Bani

Hain

,

Aap

Ungliyon

par

Gin

Sakte

Hain.

Lekin

Pichle

8

Saal

mein

100

se

Adhik

Billion

Dollar

Companies

Khadi

Hui

Hain

,

Jismein

Har

Mahine

Nayi

Companies

Jud

Rahi

Hain.

8

Saal

mein

Bane

In

Unicorns

ki

Valuation

Aaj

Lagbhag

Dee

Soo

Arab

Dollar

Hai

Yaani

Karib

–

Karib

12

Lakh

Kharor

Rupees

Hai.

Desh

mein

Start

up

Ecosystem

Kaise

Badh

Raha

Hai

Ye

Batane

ke

Liye

Main

Aapko

Ek

Aur

Aankda

Deta

Hoon.

2014

ke

Baad

Pehle

10

Hazaar

Start

ups

tak

Pahunchnne

mein

Humein

Lagbhag

800

Din

Lage.

Main

Delhi

mein

Aapne

Mujhe

Seva

Karne

ke

Liye

Bithaya

Uski

Baat

Karta

Hoon

,

Uske

Baad

ki.

Lekin

Haal

mein

Jo

10

Hazaar

Start

ups

Is

Ecosystem

mein

Jude

Hain

,

Wo

200

Din

se

Bhi

Kam

mein

Hi

Jude

Hain.

Tabhi

Beete

8

Saalon

mein

Hum

Kuch

Sau

Start

ups

se

Badhkar

Aaj

70

Hazaar

ke

Padav

ko

Par

Chuke

Hain.

Bhaiyon

aur

Bahanon

,

Start

ups

aur

Innovation

ka

Rasta

Aaram

ka

,

Suvitha

ka

Nahi

Hai.

Aur

Beete

8

Saalon

mein

Desh

ko

Is

Raste

par

Tezi

se

Badhane

ka

Rasta

Bhi

Aasan

Nahi

Tha

,

Suvitha

ka

Nahi

Tha.

Kai

Faisle

,

Kai

Reform

Tatkalik

Roop

se

Apriye

Lag

Sakte

Hain

,

Lekin

Samay

ke

Saath

Un

Reforms

ka

Laabh

Aaj

Desh

Anubhav

Karta

Hai.

Reform

ka

Rasta

Hi

Humein

Naye

Lakshyon

,

Naye

Sankalpon

ki

Taraf

Le

Jata

Hai.

Humne

Space

aur

Defense

Jaise

Har

Us

Sector

ko

Yuvaon

ke

Liye

Khol

Diya

Hai

,

Jinmein

Dashkon

Tak

Sirf

Sarkar

ka

Ekadhikar

Tha.

Aaj

Hum

Drone

se

Le

kar

Aircraft

tak

,

Har

Cutting edge technology mein

Bharat

ke

Yuvaon

ko

Protsahit

Kar

Rahe

Hain.

Yahan

Desh

ka

Gaurav

ISRO

Hai

, DRDO

ka

Ek

Aadhunik

Infrastructure

Hai.

Aaj

Hum

Desh

ke

Yuvaon

se

Kah

Rahe

Hain

ki

Sarkar

ne

Jo

Ye

World

Class

Suvithaen

Banai

Hain

,

Inmein

Apne

Vision

ko

,

Apne

Idea

ko

Test

Karen.

Kendra

Sarkar

Yuvaon

ko

Har

Zaroori

Platform

De

Rahi

Hai

,

Inmein

Desh

ka

Yuva

Mehnat

Kar

Raha

Hai.

Jo

Sarkari

Companies

Hain

Wo

Bhi

Compete

Karenge

,

Desh

ke

Yuvaon

ki

Bani

Companies

ke

Saath

Compete

Karenge.

Tabhi

Hum

Duniya

ke

Saath

Compete

Kar

Payeinge.

Mera

Saaf

Maanna

Hai

,

Uprakram

Chahe

Sarkari

Ho

Ya

Phir

Private

,

Dono

Desh

ke

Asset

Hain

,

Isliye

Level

Playing

Field

Sabko

Barabar

Milna

Chahiye.

Yahi

Sabka

Prayas

Hai.

Sabka

Prayas

ka

Yahi

Mantra

Aazadi

ke

Amritkal

Yaani

Aane

Wale

25

Saal

mein

Atmanirbhar

Bharat

ke

Nirmaan

ki

Urja

Hai.

Ek

Bar

Phir

Sabhi

Karnataka

Vasiyon

ko

Vikas

ke

In

Projects

ke

Liye

Badhai

Deta

Hoon

,

Aur

Basavaraj

Ji

ke

Netrutva

mein

Hamara

Karnataka

Aure

Tezi

se

Aage

Bade

Iske

Liye

Bharat

Sarkar

Kandhe

se

Kandha.

Together

to

work

with

you

has

stood

by

me.

Many

–

many

best

wishes

to

you

all,

thank

you

very

–

very

much,

namaskar.